Haye re dil ne
Mere ye kya kar diya
Karke sauda koi
Seene se ye chal diya
Ankhon ne ankhon se
Kari hai ek khata
Janu main Jane tu
Naa kisi ko hai pata
Raat mein raat aayi
Lee jo maine angdayi
Leke mera naam toone
Udaayi nindiya udaayi
Raat mein raat aayi
Lee jo maine angdayi
Leke mera naam toone
Udaayi nindiya udaayi
Adhoori si raat hai yeh
Baaki koi baat hai sun
Kehti meri saans tujhse
Mere sanam
Itni si yeh ilteja hai
Karo poora yeh silsila tum
Pighla pighla hai ishq se
Mera badan
Haye re dil ne
Mere ye kya kar diya
Karke sauda koi
Seene se ye chal diya
Ankhon ne ankhon se
Kari hai ek khata
Janu main Jane tu
Naa kisi ko hai pata
Raat mein raat aayi
Lee jo maine angdayi
Leke mera naam toone
Udaayi nindiya udaayi
Raat mein raat aayi
Lee jo maine angdayi
Leke mera naam toone
Udaayi nindiya udaayi





