Hmm-hmm-hmm
Hmm-hmm-hmm
Tu hai kahan (tu hai kahan)
Kho gayi kahan (kho gayi kahan)
Main laapata (main laapata)
Ab dhundu tujhko (tujhko)
Tu hai khuda (tu hai khuda)
Mera jahan (mera jahan)
Main laapata (main laapata)
Ab dhundu khudko (khudko)
Main kaise khud ko sambhalta
Mujhe tere jaane ka malaal tha
Tune kaise the raaste badle
Aur mere pe koi na sawaal tha
Main batane laga tha sabhi ko
Ki tere sang phere hain kabhi to
Main karta tha puri ye koshishein
Ki tujhe na kami koi kabhi ho
Mere bhai log sab rone lage
Jab mujhe wo sab khone lage
Main kisi ko kuch bhi kehne laga tha
Wo mera bojh sab dhone lage
Main nibha raha farz tha, farzi nahi
Tune toda is bande ko, harz hi nahi
Yahan upar wala sab dekhta hai
Aur chalti hai kisi ki marzi nahi
Tera koi harz hi nai
Marz to mujhe lage bas
Hatane ki arzi nai
Kaise main wapis se tujhe kama lu
Sab kuch bhula ke main tujhe mana lu
Maana main loser hu
I never used her bro
Mere ye mann ko tum aake bata do
Tu hai kahan (tu hai kahan)
Kho gayi kahan (kho gayi kahan)
Main laapata (main laapata)
Ab dhundu tujhko (tujhko)
Tu hai khuda (tu hai khuda)
Mera jahan (mera jahan)
Main laapata (main laapata)
Ab dhundu khudko (khudko)
Abhi zinda main hu teri phone mein aawaz sunke
Teri pyaari-pyaari baaton ko bas yaad karke
Tune vaada kiya, na jaane ka, yaad karle
Ab tujhe dekhne ko meri aankh tarse
Maine tujhe kabhi galat bola, maaf karde
Teri di hui kismat mere haath par hai
Sapno mein kisi aur ka tu haath pakde
Dil roye mera, shayad mera last verse hai
Aake puch kabhi, kya mere haal-chaal hai
Tu nahi, tera dil beta jaal-saaz hai
Rukne ka koi naam nahi, ye aagaz hai
Haar manega nai, ladka ye jaan-baaz hai
Tere liye KHAFA, tere liye AASMAN hai
Teri parchhayi mere liye aabad hai
Tere liye mera dil khali saman hai
Shayad tere liye sab kuch hi aasan hai
Tu hai kahan (tu hai kahan)
Kho gayi kahan (kho gayi kahan)
Main laapata (main laapata)
Ab dhundu tujhko (tujhko)


