too aathaa hai seene mein jab-jab saansein bhartee hoon
tere dil kee galiyon se main har rose guzaratee hoon
haea ke jaise chalta hai too main ret jaise udatee hoon
koun tuje yun pyaar karegaa jaise main karti hoon
meri nazar kaa safar tujh pe hee aake ruke
kehne ko baaqi hai kya kehna tha jo kah chuke
meri nigahen hai teri nigahon pe
tuje khabar kya bekhbar
main tujhse hee chhup-chhup kar teri aankhen padhtee hoon
koun tuje yun pyaar karegaa jaise main karti hoon
tu jo mujhe aa mila sapane hue saraphire
haathon main aate nahin udate hai lamhe mere
meri hansee tujhse meri kushi tujhse
tuje khabar kya bekhbar
jis din tujko naa dekhoon paagal-paagal firtee hoon
koun tuje yun pyaar karegaa jaise main karti hoon





