♫♫♫
vaaste jaan bhi doon
main gawa imaan bhi doon
kismaton ka likha mod doon
badle mein main tere
jo khuda, khud bhi de jannate
sach kahun, chhod doon
tumse zyada main na jaanun
tumse khud ko main pehchaanun
tumko bas main apna maanun, maahiya
tumse zyada main na jaanun
tumse khud ko main pehchaanun
tumko bas main apna maanun, maahiya
vaaste jaan bhi doon
main gawa imaan bhi doon
kismaton ka likha mod doon
♫♫♫
tere alawa koi bhi khwahish nahin hai baaki dil mein
kadam uthaaun, jahan bhi jaaun, tujhi se jaaun mil main
tere alawa koi bhi khwahish nahin hai baaki dil mein
kadam uthaaun, jahan bhi jaaun, tujhi se jaaun mil main
tere liye, mera safar
tere bina, main jaaun kidhar?
tumse zyada main na jaanun
tumse khud ko main pehchaanun
tumko bas main apna maanun, maahiya
vaaste jaan bhi doon
main gawa imaan bhi doon
kismaton ka likha mod doon
badle mein main tere
jo khuda khud bhi de
jannate sach kahun, chhod doon
tu hi hai savera mera
tu hi kinara mera
tu hi hai dariya mera
khuda ka zariya mera
tujhi se hota shuru, ye mera karvaan
tujhi pe jaake khatam, ye mera saara jahan
vaaste jaan bhi doon
main gawa imaan bhi doon
kismaton ka likha mod doon





