Aaj naheen to kal he sahee
Jab bhee millain phir tab he sahee
Mery ye aas yeh kab say rahee
Phir bhee yeh raat tanha he katti
Mein din ko challee aaon
Tu chaand tallay ayay
Hum nazr mila payain
Phir dur kaheen jayainn
Dil ko mere har dafa kuch hota hay
Aankhein mery har dafa nam hoti hain
Dil ko meray har dafa kuch hota hay
Tery yaadon mein mera dil rota hay
Aag yeh bharrke dil mein mery
Bina tumhare qahar parrhi
Behta yeh darya chalta raha
Khudi bataa yeh kaisa nasha
Eik gal meri sun kurriyay
Keewain teray aanay nakhray
Bismil da raqs howay
Sajnaa tery yaad aavay
Dil ko meray har dafa kuch hota hay
Aankhein mery har dafa nam hoti hain
Dil ko meray har dafa kuch hota hay
Tery yaadon mein mera dil rota hay
Sun le zara ay meray Khuda
Is dard ka marham mery dua
Kaisey Chahat kaisi saza
Meray dil ko kuch kuch hota hay
Sun le zara ay merae Khuda
Is dard ka marham mery dua
Kaisi chahat kaisi saza
Meray dil ko kuch kuch hota hay

