Baawe thoda theher be
GG aaya sheher main
GG ki ye ghaintness
Woh bhi puri zeher hai
Zeher hai zeher hai
Baawe thoda theher be
GG aaya sheher main
GG ki ye ghaintness
Woh bhi puri zeher hai
Mein chalu aage, picche pura kafila chale
Mera raag, mera swag pura katila lage.
Mein baat bhi karu toh gunhegaar lagu
Mera tarika, salika aashiqana hi lage
.Tere sheher mein jo chale meri thar hai
Baawe tere bhai ke bhi badde karobar hai
Sikha meine pyaar mohabbat se jeena par
Ek hath mein pyaar ek mein rakha hathiyaar hai
Teri pehli galti pe tujhe choot denge
Duji galti pe khade khade sut denge
Jaake puch mere baare mein tu sheher se
Ye sheher mere karam ke saboot denge
Baawe thoda theher be
GG aaya sheher main
GG aaya sheher main
Baawe thoda theher be
Baawe thoda theher be
GG aaya sheher main
GG ki ye ghaintness
Woh bhi puri zeher hai
Woh bhi puri zeher hai
Baawe thoda theher be
GG aaya sheher main
GG aaya sheher main
Mein chhora seedha sadha hu Haryane ala
Ab tak paida na hua hai koi harane wala
Mere aage baawe khauf paani bharta hai
Koi aa na saka manne darane wala
GG sadko pe chale chakka jaam kare
GG pyaar bhi kare toh khulle aam kare
Mere khoon mein pehlwani pehle se hi
Tere gama ke vidhayak bhi salaam kare
Baawe thoda theher be Tu hi
GG aaya sheher main
GG aaya sheher main
Baawe thoda theher be
Baawe thoda theher be
GG aaya sheher main
GG ki ye ghaintness
Woh bhi puri zeher hai
Woh bhi puri zeher hai
Baawe thoda theher be
GG aaya sheher main
GG aaya sheher main

