Seedhe saadhe saara sauda seedha seedha hona jee
Maine tu ko paana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaja dil ki kare saude baazi kya naraazi
Aa re aa re aa re aa...
Seedhe saadhe saara sauda seedha seedha hona jee
Maine tu ko paana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaja dil ki kare saude baazi kya naraazi
Aa re aa re aa re aa...
Sauda hai dil ka yeh tu kar bhi le
Mera jahaan baahon mein tu bhar bhi le
Saude mein de kasam kasam bhi le
Aake tu nigaahon mein sanwar bhi le
Sauda udaanon ka hai ya aasmaanon ka hai
Le le udaanein meri le mere par bhi le
Sauda umeedon ka hai khwaabon ka neendon ka hai
Le le tu neendein meri naino mein ghar bhi le
Seedhe saadhe saara sauda seedha seedha hona jee
Maine tu ko paana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaja dil ki kare saude baazi kya naraazi
Aa re aa re aa re aa...
Dil kahe tere main honton se baaton ko chupke se loon utha
Uss jagah dheere se haule se geeton ko apne mein doon bitha
Sauda taranon ka hai dil ke fasaano ka hai
Le le taraane mere honton pe ghar bhi le
Sauda ujaalon ka hai roshan khayaalon ka hai
Le le ujaale mere aaja nazar bhi le
Seedhe saadhe saara sauda seedha seedha hona jee
Maine tu ko paana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaja dil ki kare saude baazi kya naraazi
Aa re aa re aa re aa...
Main kabhi bhoolunga na tujhe chaahe tu mujhko dena bhula
Aadaton jaisi hai tu meri aadatein kaise bhooloon bhala
Sauda yeh vaadon ka hai yaadon iraadon ka hai
Le le tu vaadein chaahe tu toh mukar bhi le
Sauda ishaaron ka hai chaahat ke maaron ka hai
Le le ishaarein mere inka asar bhi le
Seedhe saadhe saara sauda seedha seedha hona jee
Maine tu ko paana hai ya tu ne main ko khona jee
Aaja dil ki kare saude baazi kya naraazi
Aa re aa re aa re aa...

![Saudebazi (Encore) [From "Aakrosh"] artwork](https://c.saavncdn.com/673/Teri-Jhalak-Asharfi-Javed-Ali-Hits-Hindi-2022-20250916131122-150x150.jpg)


