Tujhsa is jahaan mein aur koi hai nahin
Tujh bin aasra mera hai na kahin
Rahoon teri baahon mein, priyatam mere
Tu hi mera sarvasv, Yeshu mere
Tujhsa is jahaan mein aur koi hai nahin
Tujh bin aasra mera hai na kahin
Rahoon teri baahon mein, priyatam mere
Tu hi mera sarvasv, Yeshu mere
Aaradhana, teri aaradhana
Yeshu mere, teri aaradhana
Aaradhana, teri aaradhana
Yeshu mere, teri aaradhana
Arpan karta hoon khud ko haathon mein tere
Dho de mujhko tu, prabhu, vachanon se tere
Teri iksha par hi tu mujhko chala
Bhar de pavitra aatma se mujhko, khuda
Arpan karta hoon khud ko haathon mein tere
Dho de mujhko tu, prabhu, vachanon se tere
Teri iksha par hi tu mujhko chala
Bhar de pavitra aatma se mujhko, khuda
Aaradhana, teri aaradhana
Yeshu mere, teri aaradhana
Aaradhana, teri aaradhana
Yeshu mere, teri aaradhana
Chalta main rahoon teri raahon par sada
Banke rehbar mera tu chalna sang, khuda
Haan, tujh per hi bana rahe mera bharosa
Tu meri chattan, rahoon tujhme sthir sada
Chalta main rahoon teri raahon par sada
Banke rehbar mera tu chalna sang, khuda
Tujh per hi bana rahe mera bharosa
Tu meri chattan, rahoon tujhme sthir sada
Aaradhana, teri aaradhana
Yeshu mere, teri aaradhana
Aaradhana, teri aaradhana (aaradhana)
Yeshu mere, teri aaradhana
Aaradhana, teri aaradhana (aaradhana)
Yeshu mere, teri aaradhana (teri aaradhana)





