Na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Ho, na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Ghamon ka daur bhi
Aaye toh muskura ke jiyo
Na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Ho, na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Ghata mein chhup ke sitaare
Fana nahin hote
Ghata mein chhup ke sitaare
Fana nahin hote
Andheri raat ke...
Andheri raat ke dil mein
Diye jala ke jiyo
Na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Ghamon ka daur bhi
Aaye toh muskura ke jiyo
Na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Na jaane kaun sa pal
Maut ki amaanat ho
Na jaane kaun sa pal
Maut ki amaanat ho
Har ek pal ki...
Har ek pal ki khushi ko
Gale laga ke jiyo
Na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Ho, ghamon ka daur bhi
Aaye toh muskura ke jiyo
Na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Yeh zindagi kisi manzil pe
Ruk nahin sakti
Yeh zindagi kisi manzil pe
Ruk nahin sakti
Har ek maqaam se...
Har ek maqaam se aage
Qadam badha ke jiyo
Na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Ho, na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Ghamon ka daur bhi
Aaye toh muskura ke jiyo
Na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Ho, na munh chhupa ke jiyo
Aur na sar jhuka ke jiyo
Na munh chhupa ke jiyo...





