Aag Lage Jal Jaaye Duniya Kuchh Bhi Nazar Na Aaye
Hoke Juda Jeene Se Achchha Aashiq Hi Mar Jaaye
Kasam Se Kasam Se O Rabba Kasam Se
Kasam Se Kasam Se O Rabba Kasam Se
Ab Na Judaai Ab Na Judaai Sahi Jaaye Humse
Kasam Se Kasam Se O Rabba Kasam Se
Kasam Se Kasam Se O Rabba Kasam Se
Kasam Se Kasam Se O Rabba Kasam Se
Ab Na Judaai Ab Na Judaai Sahi Jaaye Humse
Kasam Se Kasam Se O Rabba Kasam Se
Kasam Se Kasam Se
Ghungharu Bajati Hai Rut Ye Suhaani
Kaali Ghata Se Barasta Hai Paani
Ghungharu Bajati Hai Rut Ye Suhaani
Kaali Ghata Se Barasta Hai Paani
Hum Jal Rahe Hain Birha Ke Gam Se
Hum Jal Rahe Hain Birha Ke Gam Se
Kasam Se Kasam Se O Rabba Kasam Se
Kasam Se Kasam Se
Chanda Se Taare Hain Door Jitne
Hum Paas Reh Ke Hain Door Utne
Chanda Se Taare Hain Door Jitne
Hum Paas Reh Ke Hain Door Utne
Toot Gaya Hai Dil Zulm-O-Sitam Se
Toot Gaya Hai Dil Zulm-O-Sitam Se
Kasam Se Kasam Se O Rabba Kasam Se
Kasam Se Kasam Se
Mathe Ki Bindiya Chamakti Nahi Hai
Hathon Ki Choodi Khanakti Nahi Hai
Mathe Ki Bindiya Chamakti Nahi Hai
Hathon Ki Choodi Khanakti Nahi Hai
Mehandi Nigodi Bhi Kya Rang Laai
Raat Milan Ki Bani Re Judaai
Hum Mil Na Paaye Apne Balam Se
Hum Mil Na Paaye Apne Balam Se
Kasam Se Kasam Se O Rabba Kasam Se
Kasam Se Kasam Se O Rabba Kasam Se
Ab Na Judaai Ab Na Judaai Sahi Jaaye Hamse





