Dil chahta hai
Dil chahta hai
Dil chahta hai
Kabhi na beete chamkile din
Dil chahta hai
Hum na rahe kabhi yaaron ke bin
Din din bhar ho pyaari baatein
Jhoome shaame gaayen raatein
Masti mein rahe dooba dooba hamesha sama
Hum ko raahon mein yunhin
Milti rahe khushiyaan
Dil chahta hai
Kabhi na beete chamkile din,Ooo
Dil chahta hai
Hum na rahe kabhi yaaron ke bin
Jagmagate hain jilmilaate
Hain apne raaste
Yeh khushi rahen roshni
Rahen apne waaste
Jagmagate hain jilmilaate
Hain apne raaste
Yeh khushi rahen roshni
Rahen apne waaste
Ooooo,Ooooo,Oooo,Oooo
Jahan ruke hum jahan bhi jaaye
Jo hum chaahe woh hum paayen
Masti mein rahe dooba dooba hamesha sama
Hum ko raahon mein yunhi
Milti rahe khushiyaan
Dil chahta hai
Dil chahta hai
Dil chahta hai
Dil chahta hai
Kaisa ajab yeh safar hai
Socho to har ek hi,bekhabar hai
Usko jaana kidhar hai
Jo waqt aaye jaane kya dikhaye
Oooo,Oooo,Oooo,Oooo
Dil chahta hai
Kabhi na beete chamkile din
Dil chahta hai
Hum na rahe kabhi yaaron ke bin
Din din bhar ho pyaari baatein
Jhoome shaame gaayen raatein
Masti mein rahe dooba dooba hamesha sama
Hum ko raahon mein yunhi
Milti rahe khushiyaan
Jagmagate hain jilmilaate
Hain apne raaste
Yeh khushi rahen roshni
Rahen apne waaste
Jagmagate hain jilmilaate
Hain apne raaste
Yeh khushi rahen roshni
Rahen apne waaste
Oooo,Dil chahta hai
Oooo,Dil chahta hai
Oooo,Dil chahta hai
Oooo,Dil chahta hai
Dil chahta hai





