Barbaad-a/e-mohabbat kee dua saath liye jaa

Toota hua iqaraar-a/e-vafaa saath liye jaa

Ek dil tha, jo pehle hee tuje saunp diya tha

Ye jaan bhee, ai jaan-a/e-ada, saath liye jaa

Tapati huin raahoon se tuje aanch naa pahunche

Deewaane ke ashkon kee ghata saath liye jaa

Shaamil hai mera koon-a/e-jigar teri hina mein

Ye kam ho to ab koon-a/e-vafaa saath liye jaa

Hum jurm-a/e-mohabbat kee sazaa paayenge thanha

Jo tujh se huee ho vo khataa saath liye jaa