Kahin toh mile woh rahatein
Jahan koi gham na ho
Bin baat ke jahan meri
Aankhein bhi nam na ho
Kahin toh mile woh rahatein
Jahan koi gham na ho
Bin baat ke jahan meri
Aankhein bhi nam na ho
Dil bhar gaya mujhse tera
Yeh jaanta hai dil mera
Kuch reh gaya ho toh bol do
Khamoshiyan sab tod ke
Jo dil mein hai sab bol ke
Haan keh raha hoon alvida
Main tujhe aakhri salaam karta hoon
Khudse bhi zyada pyaar karta hoon
Meri jaan tujhpe nisaar karta hoon
Main tujhe aakhri salaam karta hoon
Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai
Jahan teri yaadein na ho woh duniya
Bhi saja li hai
Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai
Jahan teri yaadein na ho woh duniya
Bhi saja li hai
Mere baare mein sochegi kabhi
Aankhein phir bhar aayengi
Maangogi khuda se wapas mujhko tum
Lekin phir na paaogi
Main lada tha khuda se
Tujhe paane ke liye
Phir lada main ussi se
Bhulaane ke liye
Mere baad mein jisse chaahogi
Dil uska toh na dukhaogi
Main seh gaya kya woh seh lega?
Khamoshiyan sab tod ke
Jo dil mein hai sab bol ke
Haan keh raha hoon alvida
Main tujhe aakhri salaam karta hoon
Khudse bhi zyada pyaar karta hoon
Meri jaan tujhpe nisaar karta hoon
Main tujhe aakhri salaam karta hoon
Tu safar mein kyun mila
Zindagi ka gham yahi hai
Phir kabhi jo jud na paaye
Itne toote hum nahi hain
Humse jhoothe woh sahi hain
Par bewafa woh nahi hain
Jitna humko maante hain
Utne jhoothe hum nahi hain
Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai
Jahan teri yaadein na ho woh duniya
Bhi saja li hai
Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai
Jahan teri yaadein na ho woh duniya
Bhi saja li hai

