Ankhein baras gayi toh
Neendein kaha ayegi
Mann yeh tujhse hai bole
Teri hi maafi maange
Tujhse hi sunna chahe
Naina kabhi pass toh aana
Aana aaa
Naina kabhi muskurana
Yeh bheeni bheeni baarisho ke paani me bhi aasu hai chhupaye
(Aasu hai chhupaye)
Woh zard sitara hua Nazr-e-aatish, aks jalaye
Ab toh yeh nahi hai pata
Kya hua hai khabar kisi ko na
Naina kabhi pass toh aana
Aana aaa
Naina kabhi muskurana
(Naina)
Naina kabhi pass toh aana
Aana aaa
Naina kabhi muskurana




