Tum se badhkar duniya mein naa dekha koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Tum se badhkar duniya mein naa dekha koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Kya khoob aankhein hain teri
In mein zindagaani hain meri
Jee lenge hum dekh dekh ke inko
Kya khoob aankhein hain teri
Tu hi tu khwaabon mein
Tu hi tu khwaabon mein
Hai naa dooja koi aur
Zubaan par aaj dil kee baat aa gayi
Tum se badhakar duniya mein naa dekha koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Sundarta tune wo paayi
Naazaa hain tumpe khudaai
Naaz nahi apne par fir bhi tujhko
Sundarta tune wo paayi
Dil ka haseen tere jaisa
Dil ka haseen tere jaisa
Naa dekhaa koi aur
Zubaan par aaj dil kee baat aa gayi
Tum se badhkar duniya mein na dekha koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Baaton mein teri ek adaah hai
Teri adaah mein wafaa hai
Fir bhi tujhse milne ko ji chaahe
Baaton mein teri ek adaah hai
Dil mein itna pyaar liye
Dil mein itna pyaar liye
Na aaya koi aur
Zubaan par aaj dil kee baat aa gayi
Tum se badhkar duniya mein na dekha koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi





