Ye din dhal gaya hai
Aur nayi shaam aayi hai
Main ab bhi sun raha hun
Wo teri, puraani baatein
Kyun, maine tujhko tha chuna
Kyun, main na paaya phirse pyaar
Phirse hun akela
Maane na dil mera
Peechhe tere hai padha
Phirse hun akela
Maane na dil mera
Peechhe tere hai padha
Kyun na keh sake tu
Kya main tere liye hun
Kyun na kar sake bayaan
Din dhal gaya hai
Aur nayi shaam aayi hai
Din dhal gaya hai
Aur nayi shaam aayi hai
Din dhal gaya hai
Aur nayi shaam aayi hai
Din dhal gaya hai
Aur nayi shaam aayi hai
Din dhal gaya hai
Aur nayi shaam aayi hai





