Aa, aayega kaun yahaan?
Kisko sadaaye deta hai dil?
Aa, apna hai kaun yahaan?
Kisko sadaaye deta hai dil?
Aa, aayega kaun yahaan?
Pyaar ka dhokha khwaab suhaana dekha tha jo kabhi
Aaj uski ki yaad se lipti roti hai jindagi, roti hai jindagi
Aa, dushman hai saara jahaan
Kisko sadaaye deta hai dil?
Aa, aayega kaun yahaan?
Mere dil ke ik kone mein jalta tha jo deeya
Jane kaisi aandhi aayi aur wo bujh gaya, aur wo bujh gaya
Aa, ab to hai sirf dhunaa
Kisko sadaaye deta hai dil?
Aa, apna hai kaun yahaan?
Kisko sadaaye deta hai dil?
Aa, aayega kaun yahaan?



