Hmm-hmm
Hmm-hmm
Kitne arse guzray sabhi teri aagosh mei par
Tha para sab bhulana
Karta gaya tujh ko tou mein bayaan
Jo ik baar chhora
Phir na laut ke aaunga
Bewajah
Na kar gila
Tera hi tou yeh faisla tha
Ab na naata humara
Bezubaan
Mein hoon khara
Rahi na dil mei jagah
Hai silsila yeh purana
Kitni dafa tha mein kaha
Ke ab jaa chuka tou tu khud hi laut aaye ga
Ab dekh tu kahan hain hum
Darr jis baat ka tha tu ussi mor laaya
Poochay kyun mera pata?
Raha na mein uss makaan pe jahan tera intezaar tha
Haan hai yeh meri dua
Jahan bhi tu rahay, meri yaad tujh ko yoon aaye na
♫
Bewajah (Bewajah)
Na kar gila (Na kar gila)
Tera hi tou yeh faisla tha
Ab na naata humara
Oh, bezubaan (Bezubaan)
Mein hoon khara (Mein hoon khara)
Rahi na dil mei jagah
Hai silsila yeh purana
Hmm-hmm
Hmm-hmm





