Karthaa nahin kyun doosraa kuch baatcheet?
Dekhtaa hoon main jise vo chup teri mehafil mein hai
Vo chup teri mehafil mein hai
Sarafaroshi kee tamanna ab hamaare dil mein hai

Vaqt aanae par bataa denge tuje o, aasamaan

Hum abhee se kya bataaen, kya hamaare dil mein hai
Kya hamaare dil mein hai
Sarafaroshi kee tamanna ab hamaare dil mein hai
Khench kar laae hai sabko qatl hone kee ummid