Data ek ram
Data ek ram
Data ek ram
Data ek ram, Bhikhari sari duniya
Ram ek devta, pujari sari duniya, pujari sari duniya
Data ek ram, bhikhari sari duniya, data ek ra
Dware pe uske jake, koi bhi pukarta
Param kripa de apni, bhav se ubarta
Aise deena nath pe, balihari sari duniya
Data ek ram, bhikhar sari duniya, data ek ram
Do din ka jeewan prani, karle vichar tu
Pyare prabhu ko apne man me nihaar tu
Bina hari nam k dukhiyari sari duniya
Data ek ram, bhikhari sari duniya
Nam ka prakash jab andar jagaega
Pyare shri ram ka tu darshan paega
Jyoti se jiski hai ujiyar sari duniya
Data ek ram, bhikhari sari duniya, data ek ram... Data ek ram




