Tu, De deti hai ye saare
Kyu, Saste se ye sab Vaade
Hoon, Main thak sa gaya abh
Dil mera kehta ke doon tujhko abh jaane
Tu, Kar deti hai yeh saare
Kyu, Saste se ye sab Vaade
Hoon, Main thak sa gaya abh
Doon main tujhko jaane
Fikr bhi jo saari thi
Aake gayi
Baatein wahi
Hum na kahi
Tu na sahi
Shayad nahi
Shayad nahi
Shayad nahi
Tum na sahi
Hum na kahi
Shayad nahi
Shayad nahi
Nahi
Bol meri saza kya
I feel like I’m trapped
Iski wajah kya
Aisa jeena bhi kya jeena
Isme maza kya
Maine koshish ki
Tune jo kiya
Woh sirf daga tha
Bohot yaar dost bane tere salah kaar
Mujhe salah mile ki kala ko tere wata daal
Tujhe salah du ana ko tere jala daal
Bol abhi tera kon wo log ya mere jaisa kalakar
Main khudgarz se baaton kaise dukh dard
Main toot kar baitha yeh hai kasoor tera
Galtiya qubool kar
Chuna nahi yahan pe kaate phool par
Jaldi Aa purani baatein bhool kar
Aazmaishe yeh mujhe Aazmayenge
Hum aaye the akele aur hum
Saath bhi nahi jaayenge
Bas aaye the hum saath
Wo halat yaad aayenge
Do jaam honge haath mein
Toh raat bhi bitayenge
Yeah
Tu, De deti hai ye saare
Kyu, Saste se ye sab Vaade
Hoon, Main thak sa gaya abh
Dil mera kehta ke doon tujhko abh jaane
Tu, Kar deti hai ye saare
Kyu, Saste se ye sab Vaade
Hoon, Main thak sa gaya abh
Doon main tujhko





