I got everything I need, bas tu hukm kar (hukm kar)
Tujhe poora poora haqq hai mujhpe sitam kar (yeah)
Dagaahdar dekhein is shaher mein bahut se (bahut se)
Over speeding be khauf apni maut se (yeah yeah)
Mere log mere apne mere sage nahi (nahi)
Mai kitta sahi kitna galat unko lagy nahi (yeah)
Tera intezar kiya poori zindagi (yeah)
Beet gayi ye zindagi, aur dekh thake nahi (chuckles)
Ghadi se yaari, waqt bewafa hota hai (it's true)
Toh I don't smoke, nasha bewajah hota hai (coughs)
Neend se uthun, teri yaad aaye (yaad aaye)
Mehfilon se uthun, teri baat aaye (fuck that)
Kahun sher toh ye dard bhi toh saath aaye (yeah)
Ye kalam kagaz ke ab khudi paas aye (facts facts)
Kitne gaaney likhein tere pe, ab yaad nahi (yaad nai)
Ab teri mehfilon me hoti meri baat nahi (That's true, man)
Bata de apne jaane ki wajah tu (tell me)
Chhod du main gaaney, ya fir khud ko koi saza du (bullshit)
Jo bhi mere dil mein raaz sab bata du (tell her)
Likh kar gaaney, sabhi dard ye mita dun (yeah yeah)
Gaaney na gaun toh ye gham khaye (khaye)
Aur wo kehte, meri zindagi mein gham kahan hai
Now, I am going too far, mujhe yaad na kar (yaad na kar)
Mai lajawab toh sawal na kar (sawal na kar)
Gaaney na gaun toh ye gham khaye (khaye)
Aur wo kehte, meri zindagi mein gham kahan hai
Now, I am going too far, mujhe yaad na kar (yaad na kar)
Mai lajawab toh sawal na kar (sawal na kar)
Teri yaad mein jaana aise kho se gaye, mushkil tujhe bhulana
Tune diye jo zakhm humein, main kyun na ye jaana
Pehle jaam, phir zubaan pe tera naam aye
Jo kehte saath the, kahin pe na wo kaam aaye
Roshni thi meri zindagi saath tere
Jaane ke bad ab roz mujhe shaam khaye
Kehna hai bahut kuch par sunne wala koi nahi hai
Aankhein hai laal par abhi bhi hum roye nahi hai
Soye nahi hai hum na jaane kitni raaton se
Fal mile jiske beej humne boye nahi hain
Beej humne boye nahi hai (nahi nahi)
Aankhein laal, kaafi dino se hum soye nahi hai (I haven't slept)
In kagazon par ansuoon ka hona dekh (tell her)
Rota dekh fir bhi mujhe kabhi roye nahi hai (roye nai hai)
Loyalty ain't third mere khoon mein (seem loyal)
Yeh yaar wafadar, kabhi khoye nahi hai (whatever)
Airplane mode mera phone (airplane)
Now at the top with the scars, and the moon
Teri yaad mein jaana aise kho se gaye, mushkil tujhe bhulana





