Anjaane
Lamhon mein
Kuch gum kahin mil jaata hai
Dil kuch bhi kehna paata hai
Aankhon ko
Moonde hi
Mausam badal sa jaata hai
Dil kuch bhi kehna paata hai
Tu
Dikhaaye din jo dekhe na kabhi
Jo socha na
Ab yun
Shikayatein bhi door tak nahin
Kitne hi
Khwaabon se
Hum pal chura sakein yun hi
Aadhe ho ya sau fisadi
Milon ki
Raahon mein
Haathon mein haath jo mile
Lage haseen yeh manzilein
Aise
Badhi hai dil ki yeh dastaan
Mile hum jaise
Mohabatt ho humaari pasbaan
Kaheen pe
Nahi hoga
Zameen pe na hai dil mera





