She's Crazy like a Fool
Wild about Daddy Cool
···Music···
Aaja karle
Poori jo zidd hai teri
Main bhi dekhoon
Kahaan tak hai hadd ye teri
O chaand taare
Tod doon main
Todun na dil ye tera
Hai fark itna
Har haseena se
Hai yehi waada mera
Purani teri aadatein, ye shararatein ab nahi sudharni
Chalti hai kharab to theek baat kya karni
Tere aage aafatein, peeche aafatein ho na jaaye galti
Ho bhi jaaye yaar ye galtiyaan to ho jaldi jaldi
Daddy
Daddy Cool
Daddy
Daddy Cool o o o
Daddy
Daddy Cool o o o
Daddy
Daddy Cool
She's Crazy like a Fool
Wild about Daddy Cool
I'm Crazy like a Fool
Daddy
Daddy Cool
Ho raat hai din se achhi
Hone de neendein kachi
Aaj nahi kal dekhenge khaab
Koi jo pooche humse
Yaar pe kitne kharche
Marzi se denge hum hisaab
I'm Crazy like a Fool
What about Daddy Cool
Tere liye
Sar le loon badnamiyaan
Chahe karle
Sharton pe manmaaniyaan
Purani teri aadatein, ye shararatein ab nahi sudharni
Chalti hai kharab to theek baat kya karni
Mere aage aafatein, peeche aafatein ho na jaaye galti
Ho bhi jaaye yaar ye galtiyaan to ho jaldi jaldi
Daddy
Daddy Cool
Daddy
Daddy Cool
Daddy
Daddy Cool
Daddy
Daddy Cool
She's Crazy like a Fool
Wild about Daddy Cool
I'm Crazy like a Fool
Daddy
Daddy Cool




