tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko jaan re,
jaan re, in saanso mein bas jaa tu
chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu
chahat hai agar aake mujhase mil jaa tu
yaa phir aaisa kar, dharti se mila de mujhko
tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu aajaa re,
aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
in saanso ka dekho tum paagalpan ke aaye nahi inhe chain
mujhase ye boli main raahon mein teri apne bichhaa du ye nain
in uunche pahaadon se jaan de dunga main gar tum naa aai kahi
tum udhar jaan ummeed meri jo todo idhar ye jahaan chhodu main
maut aur, zindagi, tere haathon mein de diya re aayi re,
chahat hain agar, akey mujhse mil ja tu
ya fir aisa kar dharti se mila de mujhko
tuhi, re, tuhi, re, tera bina mein kaise jioon
aaja re aaja re yuhi re tadpa na tu mujhko
chand re chand re aaja dil ki zameen pe tu





