Chupke Chupke Sakhiyon Se Woh
Baatein Karna Bhul Gayi
Chupke Chupke Sakhiyon Se Woh
Baatein Karna Bhul Gayi
Mujhko Dekha Panghath Pe Toh
Mujhko Dekha Panghath Pe Toh
Pani Bharna Bhul Gayi
Chupke Chupke Sakhiyon Se Woh
Baatein Karna Bhul Gai
Pehle Shayad Usko Mere
Chehre Ka Andaaz Na Tha
Pehle Shayad Usako Mere
Chehre Ka Andaaz Na Tha
Mujhse Aankhein Takarayi Toh
Mujhse Aankhein Takarayi Toh
Khud Pe Marna Bhul Gayi
Chupke Chupke Sakhiyon Se Woh
Baatein Karna Bhul Gayi
Chupke Chupke Sakhiyon Se Woh
Baatein Karna Bhul Gayi
Sach Puchho Toh Meri Wajah Se
Usko Aisa Rog Laga
Sach Puchho Toh Meri Wajah Se
Usko Aisa Rog Laga
Kajal Mehndi Kangan Bindiya
Kajal Mehndi Kangan Bindiya
Se Sanwarna Bhul Gayi
Chupke Chupke Sakhiyon Se Woh
Baatein Karna Bhul Gayi
Chupke Chupke Sakhiyon Se Woh
Baatein Karna Bhul Gayi
Kya Jane Kab Usse Milane,
Aa Jau Iss Khwahish Mein
Kya Jane Kab Usse Milane,
Aa Jau Iss Khwahish Mein
Chhat Par Baithi Rehati Hai Woh
Chhat Par Baithi Rehati Hai Woh
Chhat Se Utarna Bhul Gayi
Chupke Chupke Sakhiyon Se Woh
Baatein Karna Bhul Gayi
Chupke Chupke Sakhiyon Se Woh
Baatein Karna Bhul Gayi
Mujhko Dekha Panghath Pe Toh
Mujhko Dekha Panghath Pe Toh
Pani Bharna Bhul Gayi
Chupke Chupke Sakhiyon Se Woh
Baatein Karna Bhul Gayi





