Jaan-e jaanan, jaane kyun phirta aawara
Hoon nadiya sang re
Maana maana maine, na dil ka guzaara
Hota ban tere
Teri yaadon mein jeena
Main chaahun teri raahon mein khona
Tere bin kahaan neend aaye
Ke dekhun bas tera sapna
♫
Rakhi maine sarhaane kitne zamaane
Armaan milne ke
Aa jaao, jo main unko geet banaaun
Dhun mein paro ke
Teri yaadon mein jeena
Main chaahun teri raahon mein khona
Tere bin kahaan neend aaye
Ke dekhun bas tera sapna
Teri yaadon mein jeena
Main chaahun teri raahon mein khona
Tere bin kahaan neend aaye
Ke dekhun bas tera sapna




