Itana to yaad hai muje, o, itana to yaad hai muje
Haay, itana to yaad hai muje ki unse mulaaqaat huee
Itana to yaad hai muje ki unse mulaaqaat huee
Baad mein jaane kya hua, o, baad mein jaane kya hua
Haay, baad mein jaane kya hua, naa jaane kya baath huee
Baad main jane kya hua naa jane kya baat hui
Itana to yaad hai muje, o, itana to yaad hai muje
Haay, itana to yaad hai muje ki unse mulaaqaat huee
Baad main jane kya hua
Haay, baad mein jaane kya hua, naa jaane kya baath huee
Itnaa to yaad he mujhe
Vaade vafaa ke kar ke, qasmein utaa ke
Kisi pe dil lutaa ke chalaa aayaa
Nazaren milaa ke, neend apanee ganvaa ke
Kasak dil mein basaa ke chalaa aayaa
Din to guzar jaaegaa, o, din to guzar jaaegaa
Haay, din to guzar jaaegaa, kya hoga jab raat huee
Din to guzar jaaegaa, kya hoga jab raat huee
Itnaa to yaad he mujhe
Maare haya ke main to aankhen jhuka ke
Zaraa daaman bacha ke chali aayi
Pardaa hataa ke, unki baathon mein aa ke
Unhen soorat dikhaa ke chali aayi
Kisase shikaayat karoon, ho, kisase shikaayat karoon
Haay, kisase shikaayat karoon, sharaarat mere saath huee
Kisase shikaayat karoon, sharaarat mere saath huee
Itnaa to yaad he mujhe
Thi ik kahaani pehle ye zindgaani
Unhen dekha to jeenaa muje aayaa
Dilbar-o-jaani, shame se paani-paani
Hui main bas pasinaa mujhe aayaa
Aise main bhig gayi, o, aise main bhig gayi
Haay, aise main bhig gayi jaise ki barasaat huee
Aise main bhig gayi jaise ki barasaat huee
Itana to yaad hai muje, o, itana to yaad hai muje
Haay, itana to yaad hai muje ki unse mulaaqaat huee
Itana to yaad hai muje ki unse mulaaqaat huee
Itana to yaad hai muje (ho, itana to yaad hai muje)
Itana to yaad hai muje (itana to yaad hai muje)





