Ho, maine pyaar kiya, oy-hoy, kya jurm kiya?

In aankhon ka rang ho gaya gulaabi-gulaabi
Haay haay-haay-haay, dil kee haalat sharaabee-sharaabee

Ho, maine pyaar kiya...
Thar-thar man mera kaanpe, aankh meri sharamaae
O, gore-gore tan par aaj pasinaa aaye
Haay, kahaan tak dil sanbhaaluun?
Tir sa chubha, kaise nikaalun? ho
Ho, badh gayi aur dil kee betaabi-betaabi
Haay haay-haay-haay, dil kee haalat sharaabee-sharaabee
In aankhon ka rang ho gaya gulaabi-gulaabi
Ho, maine pyaar kiya...
Jab-jab unako dekhoon, aanae lage angadae

Dheere-dheere akhir band kalee muskaai
Dheere-dheere akhir band kalee muskaai
Haay, karoon kya? hosh nahin hai
Hum kaheen aur dil kaheen hai, ho
Ho, ban-ban dole umariya shababi-shababi
Haay haay-haay-haay, dil kee haalat sharaabee-sharaabee
In aankhon ka rang ho gaya gulaabi-gulaabi
Ho, maine pyaar kiya...
Kya hain khataaen meri? aaj koyi batalaaye
Ho, kaun se dil ko todaa? kaun se dil tadpaae?
Pyaar kiya hai, pyaar ko jaanoon
Aur koyi insaaf naa maanoon, ho
Ho, pyaar kee har ada lajvaabi-lajvaabi