Meri to tragedy yahi hai
Maine jis se bhi pyaar kiya, sab ko kho diya
Maa, baap, bhai
Yahan tak ki... (tum bohot lucky ho, Shekhar)
Ke tumhaare paas kuch khone ke liye tha
Kuch log aise bhi hote hain, jinhone kuch paaya hi nahi, jo kho sake
Meri aankhon mein dekho, Shekhar
Darta hoon, kahin phir se pyaar naa karne lagoon
Aur dobaara chot khaane ki himmat... (main waada karti hoon, Shekhar)
Ke aaj ke baad tumhaara dil kabhi nahi tootega
I promise you that I'll never ever hurt you
Mm-mm-mm, mhm-mm-mm, kasam hai
La-la-la-la, ye mera pyaar, meri kasam hai
Ye waada hai, ye mera pyaar, meri kasam hai
Kasam ye, sanam, naa toote
Kabhi zindagi mein naa ye saath chhuute
Wo ho bewafaa, jo mohabbat mein roothe
Kaho naa
Ye waada hai, ye mera pyaar, meri kasam hai
Kasam ye, sanam, naa toote
Kabhi zindagi mein naa ye saath chhuute
Wo ho bewafaa, jo, haan, mohabbat mein roothe
Pyaar ka ye mausam
Yun chhaa gaya hai dilon mein apne
Khil gaye phoolon mein
Ye tere armaan, ye mere sapne
Kahin aisa naa ho (ay-hey-hey-hey), ye sapne ho jhoothe (ay-hey-hey-hey)
Wo ho bewafaa, jo mohabbat mein roothe
Ye waada hai, ye mera pyaar, meri kasam hai
Kasam ye, sanam, naa toote
Naam do hain apne, ek jaan hai, jaan liya hai
Nainon ki dori se humne tumko baandh liya hai
Ye bandhan hamaara naa mar ke bhi toote
Wo ho bewafaa jo, haan, mohabbat mein roothe
Ye waada hai, ye mera pyaar, meri kasam hai
Kasam ye, sanam, naa toote
Kabhi zindagi mein naa ye saath chhuute
Wo ho bewafaa, jo mohabbat mein roothe
Ye waada hai, ye mera pyaar, meri kasam hai
Kasam ye, sanam, naa toote



